Kyun ziyankar banoon
Sood faramosh rahoon
Fikr-e-farda na karun
Mahw-e-gham mein dosh rahoon
Naley bulbul ki sunoon
Aur madhosh mai rahoon
Yahaan ...
Ab siyah hai teri har subah
Ab siyah hai teri har subah
Shamien be-noor hain
Khandazan ye kufr hai
Kya tujhko pata nahi
Teri tauheed ka
Tujh mein kuch ilam nahi
Yahaan ...
Aasan na ho kyun deedey khuda
Imaan kyun hai nautwan
Manzil kya hai kya rahe rawaan
Be zoukh kyun karavan
Fikr-e-farda na karun
Mahw-e-gham mein dosh rahoon
Naley bulbul ki sunoon
Aur madhosh mai rahoon
Yahaan ...
Comments (0)