Parvaaz – Behosh Lyrics

Meherbaan, khadardaan, wunbusu tayibayaan
(kashmiri/pashto)...

Asaan bilkul nahin tha, khud se peecha chudaana
tap se, sholo mein jalke
bekhud, khud banaana... ho

kab se, gardish mein gum thaa
nazaara... mere jahaan ka
sab ko, aankhon mein leke
jasbaaaaaa maine banaaya

hosh khoyaa, maine yahaan
hosh paayaaa, maine yahaan

Comments (0)