Parvaaz – Mushq-e-Gul Lyrics

Mushq-e-Gul hai kya
Rang-o-bo kahan
Majlis-e-wafa zikr-e-yaar hai
Muntakhib wahin ikhtitam ho
Khol de zubaan gar jo raaz hai

Chod na kaha, kisne kya suna
Guftagoo koi be-wajah si hai
Husn ki kami aa bhi jaye to
Ishq ki dua karsaaz hai

Daag-e-dil liye khaaq mein mile
Hasratein sabhi khamakha ki hain
Na koi adah dil lubhaye to
Uff kare zubaan, kya majaal hai

Comments (0)