Mere sapno ko apna bana de
Beeti yaadon se raat sajaade
Hai gayi jo khushi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Mere apne toh saath yahaan hai
Par tere bina baat kahaan hai?
Kho gayi zindagi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Yaad aana
Rozaana
Yaad Aana
Rozaana
Koi na hai mila jo samajh saka
Mujhe jaise samjhe tu
Koi na khud se kehta raha
Par tere bin kya karu
Jitne bhi lamhe aaye
Ab khud se sehna hai
Duniya toh badle jaaye
Ab khud mein rehna hai
Dil kyun ye harr pal tujhe hi pukaare
Toh aao na aao na
Mushkil sa hai yeh guzaara
Mere sapno ko apna bana de
Beeti yaadon se raat sajaade
Hai gayi jo khushi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Mere apne toh saath yahaan hai
Par tere bina baat kahaan hai?
Kho gayi zindagi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Mmmm-mmmmmm
Mmmmm
Tum na ho paas mere jo
Iss baat ki maafi hai
Tum na hokar jitne ho
Utna bhi kaafi hai
Yaadon se hai ab yaari
Dosti hai khwaabon se
Rishta toh hai ab baaki
Ankahi woh baaton se
Dil toh yeh harr pal tujhe kyun yeh chaahe
Tum aao na aao na
Aasaan kardo ye guzaara
Mere sapno ko apna bana de
Beeti yaadon se raat sajaade
Hai gayi jo khushi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Mere apne toh saath yahaan hai
Par tere bina baat kahaan hai?
Kho gayi zindagi lautaana
Yaad aana
Rozaana
Yaad aana
Rozaana
Yaad Aana
Rozaana
Comments (0)