Savera – Galtiyaan Lyrics

Sheher ki raat
Yeh adhoori kahaaniyan
Naye se khwab
Bhool jaana hai tera naam
Jhoote waade
Muskuraake suna
Sheher ki baat
Mit jaaye subah ke saath
Oooh
Galtiyaan
Teri aankhon mein dikhe mujhe hazaar
Oooh
Galtiyaan
Na galat lage doosri baar
Oooh
Galtiyaan
Haan
Oooh
Galtiyaan
Teri aankhon mein dikhe mujhe hazaar
Pagalpan hai yeh kaisa
Phir iss dafa
Wahi galtiyaan
Jaane kyun tera nashaa
Woah
Sheher ki raat
Yeh zaroori hain khaamiyan
Sheher ki baat
Mit jaaye subah ke saath
Oooh
Galtiyaan
Teri aankhon mein dikhe mujhe hazaar
Oooh
Galtiyaan
Na galat lage doosri baar
Oooh
Galtiyaan
Haan
Oooh
Galtiyaan
Teri aankhon mein dikhe mujhe hazaar

Comments (0)