Ham chal rahe thein, wo chal rahe the
Magar duniyaawaalon ke dil jal rahe the
Ham chal rahe thein, wo chal rahe the
Magar duniyaawaalon ke dil jal rahe the
Ham chal rahe thein
Wohi hain fizaayein, wohi hain hawaayein
Magar pyaar ki ab nahin wo adaayein
Wohi hain fizaayein, wohi hain hawaayein
Magar pyaar ki ab nahin wo adaayein
Bulaayein ham unko, magar wo na aayein
Ham chal rahe thein, wo chal rahe the
Magar duniyaawaalon ke dil jal rahe the
Ham chal rahe thein
Unhein bhool kar bhi bhula na sakunga
Jo dil mein lagi hai, buhja na sakunga
Unhein bhool kar bhi bhula na sakunga
Jo dil mein lagi hai, buhja na sakunga
Main sapnon ki duniya saja na sakunga
Ham chal rahe thein, wo chal rahe the
Magar duniyaawaalon ke dil jal rahe the
Ham chal rahe thein
Comments (0)