Mukesh – Chal Mere Dil Lahrake Chal Lyrics

Chal, mere dil, laharaa ke chal
Mausam bhee hai, vaadaa bhee hai
Uski gali ka faaslaa
Thoda bhee hai, zyaada bhee hai

Chal, mere dil, laharaa ke chal
Mausam bhee hai, vaadaa bhee hai
Chal, mere dil...

Main hoon raahee, pyaar ka raahee
Meri manzil pyaar kee galiyaan

Main hoon raahee, pyaar ka raahee
Meri manzil pyaar kee galiyaan
Dil mein basii hai husn kee soorat
Aankhon mein dildaar kee galiyaan
Aankhon mein dildaar kee galiyaan

Chal, mere dil, laharaa ke chal
Mausam bhee hai, vaadaa bhee hai
Uski gali ka faaslaa
Thoda bhee hai, zyaada bhee hai
Chal, mere dil...

Uski chaahat, uski tamanna
Ho to ho bekaar ka sapnaa

Uski chaahat, uski tamanna
Ho to ho bekaar ka sapnaa
Ghar se nikalnaa, yaar se milana
Ye to kaarobaar hai apana
Ye to kaarobaar hai apana

Chal, mere dil, laharaa ke chal
Mausam bhee hai, vaadaa bhee hai
Uski gali ka faaslaa
Thoda bhee hai, zyaada bhee hai
Chal, mere dil...

Comments (0)